FreeCharge Jio Rs.399 Recharge at Rs.100 Only (MAHA BACHAT)

FreeCharge company apko 100% cashback offer de rahi hai, Agar ap pehli bar Jio ka recharge FreeCharge se karte ho.
Get 75 cashback on Reliance Jio Recharge of Rs.100 or above. Offer valid once per mobile/debit or credit card, Lekin yaha apko milega ek aesa Trick jis se ap Rs.399 ka recharge Rs.100 mei kara sakte ho.

REQUIREMENTS :-
Jio number jis pe apko recharge karna hai.
• one debit card/credit card.
• 4 FreeCharge unregistered numbers.

HOW TO GET THE OFFER :-
• Visit FreeCharge.in kisi bhi browser se.(Don't use any app)
• New Account Banao.
• Verify Your Mobile Number.
• Proceed to Recharge.
• Enter Your Jio Number & Amount as Rs.100.
• Use Promo Code - 'JIO75'
to get Rs. 75 cashback.
• Is Offer ko Avail karne ke lie Credit/Debit Card se Pay Kar do.
• Ab apne Browser ke Incognito Mode ko Open karo.
• Phir se naya FreeCharge Account Open Karo.
• In mei se kisi ek code se Recharge karo :-  'NEW75' or 'GR75' & 'PC75'

• In sabhi promo codes se apko Rs.75 cashback milega jio ke Rs.100 ke recharge pe.

• Same Card se Payment karo with different promo codes cashback paane ke lie.

• Ye kaam total 4 baar hoga, 4 Naye Numbers ke sath.

• Now Rs.400 Recharge is Done.

AP CHAHO TO FREECHARGE KE 75 CASHBACK KO TRANSFER KAR SKTE HO BY BUYING GIFT VOUCHERS FROM ZINGOY/KOMPARIFY -YA- AGAR AP PAYUMONEY KE MERCHANT HAI TO ONLY 2% CHARGE PE APNE BANK ACCOUNT MEI TRANSFER KAR SKTE HO.

FREECHARGE BALANCE KO BANK MEI TRANFER KARNE KA TARIKA :-
• PayUmoney (Direct Bank Transfer at 2% Charge)
• PhonePe App (Buy Gold Using FC Wallet & Sell)
• Zingoy / Komparify (Buy Amazon, etc Gv and Sell)

FINAL CALCULATION :-
Mila-Jula ke apko Rs.25 pay karna padega for 4 times. (25*4=100)
So, Rs.100 net payment amount apka lagega after cashback.
-- process thora time taking & lengthy jarrur hai but benefits bhi to hai acha khasa saving ho ja raha --

Aise hi Aur bhi laajawab tricks ke liye aap humaare Youtube Channel ko Visit kar sakte hai.

SHARE THIS POST IF YOU LIKE THIS TRICK.

Post a Comment

7 Comments

  1. Mein Freecharge Se already bhot income kr chuka hu.. bhai.. 1 hi mobile mein 4/5 Id lga do Jab Id's 1/2 week offline rhega.. Freecharge wale Khud Cupons bhejte hein..
    We miss you Get 30/50 % off ose Promo code etc etc.......

    ReplyDelete
  2. Bhai ap ma mob no do samaj nahi araha he baat kar na he

    ReplyDelete
  3. Bhai 100*4=400 to huwa lekin 399 wala plan active kese hoga

    ReplyDelete
  4. Are bro pr 100 se km me withdrawal nahi ho pata he Yebhi to batao ..sare ke sare new account open ho rhe he to kuch to pehle se balance he nai hoga ... withdrawal m bhout problem hoga kyoki aur paise kharch krne pdnge wallet balance 100 se uper krn k liye.. uske bad bhe 100 rs reserve me rhga to kya chiz ka fayda new users k liye...isse acha to mai jio app se recharge kiya hota aur 50% discount coupon apply krta aur flat 50% discount pata... zara dkh k post dala karo Sharukh bhai...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bataya to hai withdraw karne ka tarika...voucher ke roop mei paise ka use kar skte ho ya phir PayUmoney ka merchant id bana ke.

      Delete